Search Jokesome

Sardar Jokes Grand Collection: Part 5

Sponsored Ads
Santa says: Duniya ka har ek insan apne paav bhigoye bina shayad samundar paar kar sakta ha, lekin ankhe bhigoe bina "pyar" nahi kar skta...
aaj Santa serious ha. Plz..!

Santa to Banta:
Santa- Maine pichle 20 saalo me 1 baat note ki hai !!
Banta: Wo kya?
Santa: Saala jab bhi faatak band hote hai tab train jaroor aati hai.

Santa- Tumne itne chhote-chhote baal Q katwaye?
Banta- naai ke paas 3 rupye khulle nahin the, to main bola 3 rupay ke aur kaat de.....

Bhikari: kuch khane ko dedo.
Santa - tamatar khao
Bikari - roti dedo
Santa - tamatar khao
Bikari - lao tamatar hi do
Santa ki Mummy - ye totla hai,keh rha hai, kamakar khao.
45 saal ka Santa ladki dekhne gya, Ladki ki Maa behosh ho gyi, hosh aya to pucha kya hua.?
boli-18saal pehle ye muje b dekhne aya tha.

Santa- Aaj kal zyada bachche judwa kyo paida hote hai?
Banta-Desh me itna aatankwaad badh gaya hai ke bachche akele aane se darte hai.

Santa qabristan me charas pi raha tha
Police: kya kar rahe ho ?
Santa: abbu k liye dua,
Police: ye to bachche ki qabr hai
Santa: abbu bachpan me hi mar gaye the

3 sardar picnic par gae wahan ja kar yad aya k pepsi to ghar bhol gaye
Decide kia ki sab se chota sardar ja kar pepsi le aaye
Chota sardar:Main is shart par jata hun k tum mere ane tak samose nahi khao ge
Dono ne kaha thik hai
1 din guzar gaya sardar ni aya
2 din guzar gaye
dono ne socha k ab samose kha lne chahye
Jaise hi samosa uthaya chota sardar ped k peche se nikal k bola....
Aisa karo ge to main nahi jauga.

Santa ne car se char logo ko daba diya
Judge: tumne sarab v nai pi thi fir vi ye q kiya?
Santa: Sir IDEA walo ne kha tha ki is gaane k liye 4 dabaye

Teacher: What is the difference between pyar & shaadi?
Santa: Very simple sir, pyar insaan ko andha bana deta hai aur shaadi insaan ki ankhen khol deti hai..!

Santa: Yaar sooraj raat ko kyu nahi nikalta?
Banta: Kya pata nikalta bhi ho andhera itna hota hai ki dikhai kuch nahi deta.

Santa student: Miss, kya aap mujhe raat ko call kar rahi thi??
Teacher: Nahi toh...
Santa: Kamaal hai, subah mere mobile pe likha tha "Miss Call".
No comments :

No comments :

Post a Comment

Popular Posts